Parinde
Sochta hoon ki
kutch baaten kroon
un parindo se jo aasman me hai
per kanhi ja rahe hai
lambe safar per
kutch to hoga
wanha
janha wo ja rahe hai ,
Kya lene ja rahe hai
pyaar , dana , ya kutch aur
Sochta hoon ki parinde hai ,
to
dana hi lene ja rahe honge
ya fir
paani ki talaash me
ab batao,
mousam kitna berham hai
baarish to hoti hi nahi
to
paani kanha hoga
aur
jab paani nahi
to
kanha hoga dana ,
esiliye sochta hoon
ki
ye parinde jo aasman me hai
kanha ja rahe hai
aur
kyu ?
Sochta hoon ki
kutch baaten kroon
un parindo se jo aasman me hai
per kanhi ja rahe hai
lambe safar per
kutch to hoga
wanha
janha wo ja rahe hai ,
Kya lene ja rahe hai
pyaar , dana , ya kutch aur
Sochta hoon ki parinde hai ,
to
dana hi lene ja rahe honge
ya fir
paani ki talaash me
ab batao,
mousam kitna berham hai
baarish to hoti hi nahi
to
paani kanha hoga
aur
jab paani nahi
to
kanha hoga dana ,
esiliye sochta hoon
ki
ye parinde jo aasman me hai
kanha ja rahe hai
aur
kyu ?
No comments:
Post a Comment