SUBH – SHAAM
Shubh hardam
wahi
Shaam bhi ekdam wahi
Shubh to hardam subh ki
tarh hoti hai
Shaam bhi ekdam shaam ki tarh hoti
hai
Shubh roj hardam wahi
hoti hai
Shaam roj
ekdam wahi hoti
hai
Din to saaf suthra, dhul
putch ker aata
hai
Shubh ke
saath, aakash me khushnuma
dhund
Shaam ke
saath andhiyare
ka safar
Din to
bhagta hai her
pal
Badlav ke
saath
Shaam ka
wazood andhiyare ke saath
Ghana andhera
Aur andhere
ki intiha
Koi had
nahi.
Shubh hardam
wahi
Shaam bhi
ekdam wahi .